06/09/2026
5:30 AM, Murthal… 😴☕️
Karnal to Delhi ke safar mein neend aa rahi thi, socha ek chai break ho jaaye!
Dashmesh Dhaba ki garma-garam chai ne sach mein aankhein khol di… aur bread toast bhi kamaal ka tha! 😋🍞
Kabhi-kabhi safar ka best part, ek chhota sa chai break hota hai! ❤️
BreadToast TravelFood Foodie IndianFood HighwayFood FoodReels ChaiLovers DelhiKarnal FoodDiscovery