22/08/2025
Ab bamboo ko lagega rang! 🎨
Kisan bhaiyo, multilayer farming ke liye bamboo chunna to ho gaya, par ab use tikau banana bhi zaroori hai. Aaj hum bamboo par yeh khaas paint (Bitumen paint) laga rahe hain. Isse ispar na to deemak lagegi aur na hi paani se sadega. Aisi choti-choti baatein hi safal kheti- Multilayer ka hissa hain. 🌱
Video ko share karein taaki aur kisan bhai yeh jaankari le sakein.