08/05/2026
“Internet par dekh kar medicine lena safe hai…”
Rahul ko bhi aisa hi laga. 😟
Lekin bina proper diagnosis ke medicine lena health ko aur bhi nuksan pahuncha sakta hai. ⚠️
1. Har body alag hoti hai
2. Har medicine sabke liye same kaam nahi karti
3. Sahi treatment ke liye doctor ki advice zaroori hai
Self medication se bachiye.
👨⚕️ Consult healthcare professionals before use.