20/03/2026
🌙 Eid Mubarak 🌙
Dr. Muhammad Ismail ki taraf se aap sab ko dil se Eid Mubarak!
Is khushiyon bhari Eid ke mauqe par Allah Ta’ala aap ki zindagi ko sehat, barkat aur khushhali se bhar de. 🤲
Apni aur apno ki sehat ka khayal rakhein aur Eid ke lamhon ko yaadgaar banayein. 🏥✨
✨ Healthy life, happy moments — celebrate Eid with joy! ✨