Muhammad BILAL

Muhammad BILAL 💞Dr. MUHAMMAD 💞 BILAL 💞
`Dr.Muhammad Bilal — Sehat, Medical Tips aur Positive Energy. Follow aur Like karein aur sehatmand zindagi ki taraf aayein.`

Yahan aapko asaan zaban mein health info, daily life tips aur motivational content milega.

صحت کے راز1- انجیر تازہ یا خشک کھانے سے گٹھیااور بواسیر ختم ہو جاتی ہے۔2- ہرٹمار مربہ کھانے سے عقل بڑھتی ہےاور شہد ملا ک...
12/10/2026

صحت کے راز

1- انجیر تازہ یا خشک کھانے سے گٹھیا
اور بواسیر ختم ہو جاتی ہے۔

2- ہرٹمار مربہ کھانے سے عقل بڑھتی ہے
اور شہد ملا کر کھائیں۔

3- رات کو کم کھانے سے موٹاپا کم
ہو جاتا ہے۔

4- شہد میں قدرت نے شفاء رکھی ہے۔

5- گوشت زیادہ کھانے سے بدن کا گوشت
زیادہ بڑھتا ہے۔

6- دہی کے استعمال کرنے سے معدہ
طاقتور ہو جاتا ہے۔

7- سردی کے موسم میں تیل کی مالش کرنے
سے پھس کی بیماری ختم ہو جاتی ہے۔

12/10/2026

Naak mein bar bar ungli dalne se dimagh ki nasein kamzor, zyada khatti cheezein khane se phephre kamzor, amrood se hazma behtar aur qabz kam, aur darcheeni khoon mein sugar control mein madadgar hai. Rozana sehat ke liye mufeed maloomat.

10/10/2026

1. Lehsan ko kuch dair dhoop me rakhen to chilka asani se utar jata hai. 2. Aankhon ke gird safed halqay door karne ke liye nariyal ke tail me coffee powder mila kar lagayen. 3. Angooron par namak chirrak kar khane se danton aur haddiyon ko taqat milti hai. 4. Sir ki kharish se chutkara pane ke liye mulethi ka powder balon ki jaron me lagayen.

09/10/2026

Rozana 1 Saib = No Doctor, 5 Badam = No Cancer, 1 Lemon = No Motapa, 12 Glass Pani = No Bone Problem, 4 Glass Pani = No Skin Problem, 4 Khajooren = No Kamzori, 5 Waqt Namaz = No Tension, Rozana Tilawat-e-Quran = Sakoon hi Sakoon. Sehatmand zindagi ke liye in baton par amal karen.

08/10/2026

Kya aap ka maida aksar kharab rehta hai? In 3 aam ghaltiyon se bachen - Bohat tez mirch masala dar khana, khana kha kar foran lait jana aur pani kam peena. In adat ki wajah se jalan, tezabiyat, bad-hazmi, gas aur qabz ho sakta hai. Hal: Halki ghiza, walk aur munasib pani ko roz marra ka hissa banayen.

07/10/2026

Vitamin D Ki Kami Door Karne Wali 5 Behtareen Ghizain

Kya aap me Vitamin D ki kami hai? In 5 qudrati ghizaon se apni kami ko door karen - Doodh, Machli (Salmon/Tuna), Anday, Mushroom aur Suraj ki Roshni. Rozana mutawazan ghiza aur dhoop lena Vitamin D ki kami ko kam karne me madad deta hai.

06/10/2026

Apni Sehat Ka Khayal Rakhen - 6 Aasan Tips ||

04/10/2026

In Jismani Alamat Me Ye Vitamins Lein - Vitamin Kami Ki Alamat

03/10/2026

Apni Sehat Ka Khayal Rakhen - 6 Zaroori Tips

02/10/2026

10 دن میں وزن کم کریں - فٹ رہیں تندرست رہیں ڈائٹ پلان

Address

Islamabad

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Muhammad BILAL posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share