22/05/2026
Kya aapka bacha batun ka jawab der se deta hai ya TV ki awaz bohat unchi karta hai? Ye sama'at (hearing loss) ki nishani ho sakti hai. Is video mein jaaniye ke kis tarah bacho mein kaan ke masail ko sirf adwiyaat (medicines) ke zariye theek kiya ja sakta hai aur kab operation ki zaroorat nahi hoti.
✅ Sama'at ki kami ki wajohaat
✅ Baghair operation ilaj
✅ Walidain ke liye ahem mushwaray
Video ko mukammal dekhein aur doston ke sath share karein taake kisi aur ki madad ho