01/05/2026
“Kya naukri waaqai azaadi hai… ya bas ek aur tareeka ‘bandhan’ ko normal banane ka?”
Aaj ki modern woman strong hai, independent hai, earn karti hai…
par ek sawal phir bhi reh jaata hai—
Kya hum sach mein free hain, ya bas responsibilities ka format change ho gaya hai?
Kabhi ghar ki zimmedari, kabhi office ka pressure,
kabhi expectations, kabhi validation ka loop…
Freedom sirf paisa k**a lene ka naam nahi hota,
freedom hota hai apni terms par jeene ka.
Socho… tumhari life choices tumhari hain,
ya bas society ne unhe “normal” bana diya hai?
Tumhare liye “real azaadi” ka kya matlab hai? Comment me zaroor batao 👇