Astro Sapna

Astro Sapna AstroSapna ek trusted astrology platform hai jahan prachin Vedic gyaan aur modern approach ka perfect combination milta hai. Aapka vishwas, hamari zimmedari

life ke har important aspect — jaise career, marriage, health, finance aur personal growth. Welcome to the official page of Astro Sapna! Vedic astrology is an ancient Indian science which explains planetary motions and positions with respect to time and their effect on humans and other entities on earth. This science is used to minimize the ill-effects of the unfavourable planets and to maximize t

he effects of the favourable planets. Through this page you can feel free to consult Astro Sapna and get your accurate predictions & the right solution to make all your unfavourable planets, favourable for you.

29/08/2026

Nepal disaster tasveerein behad dardnaak hain. 😢
Is video mein dekhiye Nepal mein hui disaster ka asar, logon ki mushkilein aur saamne aaya khaufnaak manzar.

27/08/2026

🌑 Kya Chandra Grahan Rakhi ko prabhavit karega? 🪔
Raksha Bandhan ke din Chandra Grahan ka kya prabhav ho sakta hai?
Kya Rakhi baandhne ke samay mein koi badlav hoga?
Kya puja aur shubh karya karne chahiye ya nahi?

26/08/2026

🎀 पहली राखी आखिर किसने किसको बाँधी थी?
क्या आप जानते हैं राखी की शुरुआत से जुड़ी एक बेहद रोचक पौराणिक कथा है? 🪷✨

कहानी सिर्फ भाई-बहन के प्रेम की नहीं, बल्कि विश्वास, रक्षा और पवित्र रिश्ते की भी है। ❤️

22/08/2026

22 August se ban raha hai Budhaditya Yog! ☀️☿️kya aapki rashi bhi isme hai

21/08/2026

🔱 Sawan Mein Kashi Vishwanath Ka Adbhut Mahatva 🔱
Sawan ka mahina Bhagwan Shiv ko samarpit mana jata hai. 🙏
Is pavitra mahine mein Kashi Vishwanath Dham mein Jalabhishek aur Dudh Abhishek ka vishesh mahatva mana jata hai. 🌺

Agar aap bhi Baba Vishwanath ke bhakt hain to Comment mein likhein:
“Har Har Mahadev 🔱”
❤️ Like | 📲 Share | 🔔 Follow
Aise hi Dharmik aur Jyotish se jude interesting content ke liye follow karein.

19/08/2026

Kitchen mein hi hai graho ka ilaaj

16/08/2026

🔮 Weekly Astro Tips | 17–23 August 2026 ✨
12 Rashiyon ke liye is week kya khaas rahega? 🌟
Kis Rashi ko mil sakta hai opportunity ka support aur kis Rashi ko rakhni hogi thodi caution?
👉 Apni Rashi comment mein zaroor batayein ❤️
📌 Post ko Save & Share karein
❤️ Like karein aur Astro Sapna ko Follow karein 🙏

15/08/2026

Kaal Sarp Dosh ko lekar pareshan hain? 🐍
17 August 2026, Monday + Nag Panchami ke din Bhagwan Shiv aur Nag Devta ki pooja karna parampara mein vishesh maana jata hai. 🔱🙏
✨ Kya karein?
• Shivling par jal chadhayein
• Belpatra arpit karein 🌿
• Nag Devta ka smaran/poojan karein 🐍
• “Om Namah Shivay” ka 108 baar j*p karein
• Pooja 5 PM se pehle complete karne ka prayas karein
🙏 Shraddha se ki gayi pooja aur Shiv ji ka smaran hi sabse mahatvapurn hai.
Video ko Like ❤️ karein, Save 🔖 karein aur apne family/friends ke saath Share ↗️ karein.
🔔 Aise hi Jyotish Tips aur Dharmik Upay ke liye Follow karein
Har Har Mahadev 🔱
Om Namah Shivay 🙏

14/08/2026

Teej par Jaldi Vivah aur Manpasand Life Partner ke liye ek simple sa upay 🙏✨
Teej ke din Mata Parvati ji ko shraddha se shringar ki samagri arpit karein—sindoor, chudiyan, bindi, mehendi, alta ya lal chunri. 🌺
Manyata hai ki isse Shukra Grah se jude love, beauty aur marriage ke aspects ko strong karne mein sahayata milti hai. 💫
Upay hamesha shraddha aur positive intention ke saath karein. ❤️
Agar aapko ye information useful lage to Like ❤️ Share 🔄 aur Follow zaroor karein.

Address

Delhi
Delhi
1100101

Opening Hours

Monday 11am - 6pm
Tuesday 11am - 6pm
Wednesday 11am - 6pm
Thursday 11am - 6pm
Friday 11am - 6pm
Saturday 11am - 6pm

Telephone

8860813316

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Astro Sapna posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Astro Sapna:

Shortcuts

Share