15/10/2026
TB se recovery mein sahi ilaaj ke saath poshan ka bhi khaas mahatva hai.
Doctor ki salah ke anusaar niyamit dawai lein, protein-rich diet aur santulit aahar ko apni daily routine mein shamil karein. Saath hi, paryapt aaram aur saaf-taazi hawa ka dhyan rakhein.
Yaad rakhein, TB ka ilaaj poora karna aur doctor ki salah follow karna bahut zaroori hai.
Dr. Roshan Singh Rathore
Chest Specialist (Pulmonologist)
📍 Rathore Chest Clinic, Raipur (C.G.)
📞 Appointment: 62666 24002
Apni sehat ka khayal rakhein aur TB ke prati jagrukta badhayein.