22/02/2026
---
Description:
Gau Mata ki seva se bada koi dharm nahi 🙏🐄
Prem se diya gaya chhota sa bhojan bhi anant punya deta hai.
Aaj ka ye chhota sa Gau Seva ka prayas, Bhagwan Shri Krishna ko samarpit ❤️
Jahan Gau Mata ka samman hota hai, wahan sukh, shanti aur kripa apne aap aa jaati hai ✨
Aaiye hum sab milkar Gau Mata ki seva karein aur Sanatan sanskriti ko majboot banayein 🙌
Radhe Radhe ❤️