28/09/2026
After braces kaisa feel hota hai?
Shuru ke kuch din halka pressure, tightness aur thori sensitivity feel ho sakti hai β aur ye bilkul normal hota hai.
Iska matlab hota hai ke braces apna kaam kar rahe hain aur aapki smile dheere dheere better alignment ki taraf ja rahi hai.
Thore se adjustment ke baad eating, speaking aur daily routine bhi easy ho jata hai β aur result hota hai ek zyada confident aur beautiful smile.
Agar aap bhi braces treatment ke bare me soch rahe hain, Dr Zainab Hayat se consultation book karein at:
π Sadiq Amin Medical & Dental Complex, Multan
π +92 320 2622038